Our Services

Har tarah ka tyre aur puncture ka kaam — ek hi network mein. Charges kaam aur distance ke hisaab se, pehle hi bata diye jaate hain.

Bike & Scooty Puncture

Tube patch, tubeless plug, rim seating — sab on the spot.

Car Puncture Repair

Tubeless puncture, valve change, stepney lagana, wheel nut issues.

Truck, Bus & Auto Tyre

Heavy tyre repair with jack and proper tools.

Air & Nitrogen Filling

Correct pressure set karke tyre life badhaiye.

Tyre Change & Balancing

Naya tyre fitting, balancing aur rotation.

Roadside Emergency

Highway ya sunsaan road — nearest wala bheja jaata hai.

Night Service

Raat mein bhi WhatsApp par help available.

All India Coverage

Shehar, kasba, gaon aur national highways.

Service book karna hai?

Location aur vehicle ki detail WhatsApp par bhejein, hum turant nearest wala arrange karte hain.

Book on WhatsApp